khali waqt k jaal main phas kar,
main aasman par aankhen tika dekhne laga...
na jane kitne kisso,kitne yaadon k panno se khelne laga...
ye aasman bhi hume kitni azadi deta hai...
nadan aankhen hai ki ise samet nai pati...
na zane kyun hamare andar udane ki chahat hai jaag jati...
sab kuch asan lagne lagta hai...
zameen par chalna beimaan lagne lagta hai...
vicharo ki khayion ke upar se insan udane lagta hai...
ek utsah hai jo mukh par chadne lagta hai...
par waqt bhi mere yar bada shaitan hai...
jab sapno se hume bahar kheech kar lata hai...
salla ek hi ball main saare wicket gira jaata hai...
is khali waqt k jaal se nikalna itna asan nai hai...
kyunki zindagi bhi toh mere yar har waqt tufaan nai hai...
har waqt tufaan nai hai...