Kaise un bheege kaale baadlon ko suraj se chupaun,
Kaise is narazgi ko apne bheetar samaun,
Jab dekha tha use,na socha tha...
Aisa din bhi aayega...
Samay ke jaal main phas kar,
Mera sabra bhi tadap jayega...
Aaj meri har ek asha chatpata rahi hai,
Choti se choti umeed mujhse duri bana rahi hai...
Log kehte hai yaad na kiya kar use...
Arre use main kya yaad karunga...
Jise main bhool hi nahi paya hun...
Aaj bhi woh ek ek din mujhe yaad hai,
Uski pyari hasi aur woh ehsas mere saath hai...
Suna toh maine bhi hai,
ki kisi ko sacche dil se chaho,
Toh sari kayanat aapko usse milane main lag jati hai...
Par mere liye toh meri sari kayanat hi woh hai...
Phir aise main hamare dhago ki ghath kaun bandh kar jayega...
Yeh toh woh natkhat waqt hi batayega...
Ki apni Pari k bina kaise yeh diwana jee payega..
Kaise yeh diwana jee payega...

ohho kya baat hai.. sare ehsaas ka shabd milgaye..dilon ki baat to jasbaat milgaye..jo waqt tha wo wapis aayega..aur ye diwana use shaan se logon ko batega...
ReplyDeleteSneha A Rao
Hey, good one. i liked the way you expressed and the way you relate words, mainly the opening is amazing. keep it up. love to see more of your work.
ReplyDeleteoho kya baat hai....nice one yaar....
ReplyDelete