Monday, August 22, 2011

kissse

kuch kare bina hum badnaam ho jate hai...
na jane kitne kisse kitni kahaniyon ke hisse ho jate hai...
par afphao ke shehnshah tum kya jano...
hum inn badnamiyon main bhi kitna naam kamate hai..:P